Header Ads

Sunday, November 25, 2018

5 Most Useful Websites For Every Internet User Should Know

5 Most Useful Websites For Every Computer/Internet User Should Know

Internet useful websites hello friends agar aap computer ya internet ka use karte hai ya fir aap group me koi work karte he jo internet se related hai ya fir aap kisi office me work karte hai ya aapka khud ka business he jo computer or internet se related he toh aaj me aapko internet ki aisi most useful Websites ke bare me batene ja rha jo yakin mano agar aap in sites ko shi se use karte ho toh aapke liye bahut hi helpful sabit ho sakti hai. 

 top 5 most useful website of internet

Friend's inme se kuch website's toh aisi he jo aapki money save kar sakti he. Toh agar aap Computer se related work karte he ya fir aapka interest computer or internet me he toh is post ko pura jaroor padhiyega me ummid karta hu aap ko hamri ye post jaroori pasand aayegi or agar aap ko ye post acchi lage toh share jaroor kariyega. 

Most Useful Websites Of Internet 

sabse phle ham bat karenge ek aisi website ke bare me jiska name hai ssavr.com toh chlo jan lete he ki ssavr kya he or agar in 5 websites me se agar aap ko ek bhi useful lage toh please Post ko Share or comment jaroor kariyega. Toh chalo jan lete ssavr kya hai what is ssavr and how to use.

1. SSAVR - is website ke jariye ham aasani se 4 se 5 ya fir usse bhi jyada computer's ko ek server ke dwara jod sakte hai. means agar aap group me work kar rhe he or aap ko files ko ek computer se dusre computer me access karne ki jaroorat padti hai. toh aap is website ki help se easily files ko share kar sakte hai. me mere exeprience se batau toh me is ka use jab Emitra ka work karta hoon toh images or text or pdf files ko share karne ke liye karta hu. aap iske bare me jyada youtube se jankari le sakte hai. www.ssavr.com agar wha na mile toh comment box me puch sakte hai.

www.ssavr.com
dusri he virustotal.com agar aap rojana computer se internet per website chalate he ya fir koi software download karte he toh is me aapko yeh problam aati he ki kahi aapne jo software download kiya he usme virus toh nhi he ya aap jis website par visit kar rhe he usme virus toh nhi he toh aap is website ki madad se check kar sakte hai. 

3. www.office.com

yeh website microsoft office ki official website he jha se aap aasani se ms word, msexcel ko online excess kar sakte hai. yeh Website useful he mostly unke liye jo Powerpoint,Excel,Word ka kafi jyada istemal karte hai.or daily life me unka yahi kam hai. For example agar aap office ke kam se ya fir kisi aisi jagah chale jate ho jaha aap ke pc me ms office installed nhi he or aapko office related koi work karna hai.tab friends yeh website aapke liye bahut useful sabit hoti hai kyoki aap is ki madad se online ms word,excel,Powerpoint or ms office ki sari application ko online kam me le sakte hai. how to use ms office online

4.Print.sc
es website ka istemal aap tab kar sakte hai jab aapko internet pe kisi se chat kar rhe he or wha par kisi bhi image sharing ka button nhi diya toh aise me aap is website par aapna screenshot ya image upload kar uska link bhej sakte he jaha se us image ko download kiya ja sakta hai .

5. Filehippo.com
agar aap internet se software download karna chahte he toh aap es website ka use kar sakte hai yaha par aapko bahut sare software mil jate hai. or aapko me bata doon ki wo sabhi software ek dam genuine hote he matlab un me kisi tarah ka virus nhi hota he.

Most useful website of internet 

friends aap ko yeh post kaisi lagi aap comment box me bata sakte hai or ha me utna accha explain nhi kar paya but ye bhut hi useful website's he thanks ....keep reading 

No comments:

Post a Comment