Header Ads

Monday, August 27, 2018

Android game banaye bina coding ke aasani se


Android game kaise banaye Paise kese kamaye -  

Android game kaise banaye app se paise kamaye. Hii friends aaj ke post se pahle mene internet per search kiya tha " how to make android game without coding" Toh internet pe jo result aaya usme mene dekha ki bhot  kam logo ne bataya ki kaise aap bina coding apni khud ki game app (apk) bana sakte hai . Toh friends bhut se logo ne acche se batane ka try bhi kiya but utne acche se nhi ya hindi me mere ko koi acchi process nhi mili Toh friends aaj me aapko complete process batane wala ki kaise aap bina coding kre ya programming language ko sikhe apni khud ki game bana sakte or us app pr aap admob ki ad laga kr ya google play store pr publish kr kaise earn kr sakte

Android Game Kaise Banaye How To Make Android Game -

Aaj jo ham android game banane wale hai voh hai ek website ki madad se banane wale h jiska name hai AppsGeyser ye bhut hi usful site hai jisse aap game hi nhi sath hi bhut sare app Like " Messenger, Video Downloader, Ebook reader, ya agr aap ka apna you tube channel h toh uski app or aapki website ka app free of Cost easily Bana sakte hai.

STEP 1


  • Ab aapko game banane ke liye Categories dikhagi. Aap ko jo categori pasand ho uspe game bana sakte hai.
  • aap ko inme se ek categoris choose kr leni hai.

STEP 2

  • Ab next page me aapko game ke liye preview show kiya jayega or kuch menu setting karne ke liye kaha jayega.
  • Ab aap ko app ke basic fill karne hai jaise agar aap app ko koi name dena chahte toh aap app name me fill kr sakte vaise hi icon or  discription bhi fill  kr sakte hai.



  • Ab Game ko name dene ke baad Next par click karna hai.


  • Ab aapko game ka discription ke bare me likhna hoga Fir next par click kare. Ab aapko icon setting karna hai agar aap game ke liye koi icon set karna chahte hai toh uski image upload kr de ya fir jo icon hai usse hi rehne de. ye sab ke Bad Next pr click kare.

  • Ab aap dekhege ki Game ki sari setting complete ho chuki hai Fir Appko Creat button pr click karna hai.
STEP 3
  • Creat par click karne ke baad ab aapko Sign Up karna hoga.
  • Image me dekhiye or jo fill karna hai voh sab complete kr dijiye. Fir Sign Up button par click kar dijiye.

STEP 4

  • Ab aapko game ka Dashboard show hoga. Ye bohot important step hai. ab aapko ek email send kiya jayega. Isliye aap new tab me apne email account ko open kare or dekhe ki apps Geyser taraf se konsa email aaya hai or usse open kare.
  • Upar ki image me dekhiye. Or VERIFY YOUR EMAIL par click kare.
  • Email confirmation complete ho jane ke baad Email Verified 
  • Ab jaise image me bataya hai vaisa ek new  page open hoga jisme aap apne app ke preview dekh sakte hai. App ko link se download kr sakte hai or vahi link ko logo ke saatha share kar ke dusre logo ko bhi download karva sakte hai. Isliye us link ko kahi copy kar ke save kar dijiye.
  • 2nd option se aap app ko publish kar sakte hai. 3rd option se amazon appstore par app ko publish kar sakte  hai. 4th option se aap App ko monetize kar ke earning kar sakte hai.
  • Congratulations ! Ab aapki sari process complete ho chuki hai or bina kisi coding ke ek self made Game bhi creat ho chuki hai.

App se paise kaise kamaye

  • 2 ways ya tarike 
  • ab friends app bna lene ke bad ab aap ko ise monetize krna hai ya isse paise kamane hai. 
  • toh iske 2 tarike hote hai. 
1st toh ye hai ki aap apne app ko playstore per publish kr sakte toh friends me is way ke liye recommend nhi krunga kyoki agr aap ko apni app ko publish krwana hai toh playstore jaisi store per yeh free nhi hai jab aap playstore per as a developer register krenge toh apko kuch registration fee something 25$ pay krni hoti hai .

2nd way ki aap apni app ko monetize kre means aap apni game pr google adsense ki admob ki ad lga kr ya toh ise friend ko share kr sakte hai ya fir aap is pr ad lga kr ise kisi or developer se bhi publish kr karwa sakte hai

NEXT post me aapko ya jab bhi meri post aayegi tab me aapko bta dunga ki kaise aap admob pr registration kr adunit creat kr aap apni app pr laga kr earning kr sakte hai.

.................................................................Thanku Friends for reading .................................................

4 comments:

  1. We have sell some products of different custom boxes.it is very useful and very low price please visits this site thanks and please share this post with your friends. HL8

    ReplyDelete
  2. bhai bahut bhadhiya article hai agar tum coding ke bina app bana na chahte ho to mere website me bhi padh sakte ho https:///hindistudy.org

    ReplyDelete